Funnyjunkz - shayari.funnyjunkz.com

General Information:

Latest News:

Barsaat Barsay 30 Apr 2012 | 04:50 am

Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay Jis Tarha Ankhen Teri Yaad Main Cham Cham Barsay Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay.

Barbad Mat karna 5 Feb 2012 | 08:03 am

Jindgi ki raho mei kabhi pyar mat karna ho jaye to inkar mat karna nibha sakna to chalna us rah par varna jindgi kisi ki barbad mat karna…

Aye Barish 5 Feb 2012 | 07:50 am

Aye barish zara tham ke baras Jab mera yaar aa jaye toh jam ke baras Pheli na baras ki wo aa na sake Pair itna baras ki wo ja na sake. by Javed Ahamad

Apni Saansoan Mein Mehakta 3 Jul 2011 | 06:12 pm

Apni sanasoan mein mehakta paya hai tujhe, har khawab me bulaya hai tujhe, kyu n kare yad tujh ko jab khuda ne hamare liye banaya hai tujhe. by Ravi

Nikki Ki Ek Dua 12 Oct 2010 | 04:36 am

Nikki ki ek dua zindagi bana degi.. Khud roa kar dusro ko hasha degi.. Kabhi bhool kar bi na rulana nikki ko.. Uski ek bad dua saara harsh ko hila degi.. By Nikki

Kisi Shayar Ne Kaha 12 Oct 2010 | 04:33 am

Kisi Shayar Ne Kaha Zindagi Ek Lamba Safar Hai, Kisi Aashiq Ne Kaha Zindagi Ek Mushkil Paheli Hai, Arre Dosto Zindagi Ka Arth Toh Sirf Voh Bata Sakta Hai, Jiski Shaadi Ke Baad Bhi Koi Saheli Hai!!!...

Chand Ne Ki Hogi 12 Oct 2010 | 04:23 am

Chand ne ki hogi suraj se mohhabat Isliye to chand main dag hai Mumkin hai chand se hui hogi bewafai Isliye to suraj main aag hai Submitted by Amit Kumar

Ussko Chaha Toa 12 Oct 2010 | 04:18 am

Uss ko Chaha toa iqrar karna na aya. Kat gaye umer pyar karna na aya. Manga uss ne kuch to mangi judai. Aur ek hum thy k hume inkar karna na aya .. By Farhan Ahmad

Teri Wafao Mai 1 Oct 2010 | 03:56 am

Teri wafao mai sanam Na watan ke rahe na saffer ke rahe Bikhri lash ke itne tukde hue Na kafan ke rahe na dafan ke rahe. By Rakesh sahu

Wahdat Ka Teri 1 Oct 2010 | 03:47 am

Arz-o-sama kahan teri usat ko pa sake, Ek mera hi dil hai jahan tu sama sake, Wahdat ka teri kya hurf-e-dui la sake, Aina kya majaal jo tujhe mooh dikha sake. By Zakir

Recently parsed news:

Recent searches: