Wordpress - hamarishairy.wordpress.com - hamarishairy
General Information:
Latest News:
O Des Say Aney Waley Bata by Akhtar Shirani 22 Sep 2011 | 10:01 pm
O des say aney waley bata Kis haal mein hain yaran-e-watan? Aawara-e-ghurbat ko bhi suna Kis rang mein hain kina’an-e-watan? Wo bagh-e-watan, firdos-e-watan Wo sarv-e-watan, rehan-e-watan O des ...
Dard Ko Jab Dil-e-Shair Me Zawaal Ata He by Ahmed Nadeem Qasmi 14 Sep 2011 | 04:50 pm
Dard ko jab dil-e-shair me zawaal ata he Jo bhi shair ata he pathar ki misaal ata he Teri aankhoun me kisi yaad ki lau chamki he Chan nikle to samandar pe jamaal ata he Ik nazar tu e jo daikha to ...
Gul Tera Rang Chura Lae by Ahmad Nadeem Qasmi 12 Sep 2011 | 03:41 pm
Gul tera rang chura lae hein gulzaroun me Jal raha houn bhari barsaat ki bocharoun me Mujh se ktra ke nikal ja, magr ae jaan-e-haya Dil ko lau daikh raha houn tere rukhsaroun me zikar karte hein t...
Laghzishoun Ke Nazul Ka Mousam by Sarwar Jaavi 7 Sep 2011 | 05:52 pm
Laghzishoun ke nazool ka mousam Mousam-e-gul he bhool ka mausam Zard patto ne dhanp rakha he Konploun ke husool ka mausam Ye bhi daur-e-khizan se guzre ga Tere jurhe ke phool ka mausam Dairoun ...
Ko Ba Ko Phail Gaye by Parveen Shakir 7 Sep 2011 | 05:43 pm
Ko Ba Ko Phail Gaye Baat Shanasai Kee Uss Ne Khushbu Ke Tarha Meri Pazerai Kee Kaise Kehdon Ke Mujhe Chod Diya Hai Usne Baat Tu Sach Hai Magar Baat Hai Ruswai Hai Woh Kahin Bhi Gaya, Lauta Tu Mere...
Wo Rut Bhi Aaye by Parveen Shakir 7 Sep 2011 | 05:42 pm
Woh Rut Bhi Aaye Kay Main Phool Ki Saheli Hui Mehak Main Champakali, Roop Main Chambaili Hui Woh Sard Raat Ki Barkha Say Kiun Na Pyaar Karoon Yeh Rut To Hai Meray Bachpan Kay Saath Khailee Hui Zam...
Be Faiz Rafaqat Me Samar by Parveen Shakir 7 Sep 2011 | 05:41 pm
Be faiz rafaqat mein samar kis ke liye tha Jab dhoop thi qismat to shajar kis ke liye tha Pardes mein sona tha to chatt kis liye dali Bahir hi nikalna tha to ghar kis ke liye tha Jis khaak se phoo...
Tum Ne To Keh Dya by Noshi Gilani 7 Sep 2011 | 05:34 pm
Tum ne to keh diya keh mohabbat nahi mili Mujh ko to yeh bhi kehny ki muhlat nahi mili Neendon k dais jaty koi khuaab dehktY Lekin diYa jalany se fursat nahi mili Tujh ko to khair sheher k logon k...
Wo Kehti He by Farhat Abbas Shah 7 Sep 2011 | 03:25 am
Woh Kehti Hai Ke Khushiyon Mein Bhi Tum To Rone Lagte Ho Main Kehta Hoon Meri Aankhon Ko Sawan Acha Lagta Hai Woh Boli Tum Bhi Farhat Zindagi Se Rooth Jao Ge Main Bola Han, Shayed Mmaut Mujh Se Maa...
Gulon Me Rang Bhare by Faiz Ahmed Faiz 7 Sep 2011 | 03:21 am
Gulon mein rang bhare baad e naubahaar chale Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale Qafas udaas hai yaaro saba se kuchh to kaho Kahin to bahr e Khuda aaj zikar e yaar chale Kabhi to subah ter...